Released: July 5, 2019

Songwriter: Sez On The Beat Ahmer

Producer: Sez On The Beat

INTRO (VOICE OVER) :
Ahmer? Kon hai ye?
Rapper?
Hip hopper?
Kashmir se hai?
Kya ukhadegha

VERSE 1:
Woh bhakte par kuch bhi naya nahi, ho jaise ye baate purani
Purane riwaaj, purana andaz, purani kahani
Aaya Kashmir se Delhi, sunni joh dil ki, awaaz meri pheli
Kaam kaafi ye heavy, inn sapne ke liye flow kaafi ye zehri
Woh bro hai kehte par peet peeche rehne niyat inki maeli (yah)
Woh chahte attention, mention, par mein fuck na deta many (yah)
Jaebo mein the pennies
Ab kamane laga plenty
Apni kala se, jiska dum ye gote
Sab pehne mukhote
Rishte hote aevi!

BREAKDOWN:
Behenchod kya hai ye?
Kis tarah ke singer ho tum?
Kuch bhi anaap shanaap gaoghe kya?
This is bad for society, for kids
Gaaliyan, gussa, sachai
Ye sahi nahi hai
Kaafi kaafi

HOOK:
Maana mein, galat hai galat
Galat hai galat
Galat hai ye
Aag hai narak hai ye
Yahan pe sholey baraste re
Ye saare kyun saste se, kuch kaam na karte ye
Kyazi che kathan kun homut, kyazi che kathan manz romut

Galat galat galat galat kaafi galat hai ye
Aag hai narak hai ye
Yahan pe sholey baraste re
Ye saare kyun saste se? bas bhak bhak hi karte ye
Kyazi che kathan kun homut, kyazi che kathan manz romut

VERSE 2:
Baate na karta mein zaiyada hai mera
Muqamal karna hai woh vaada
Joh meine kiya tha mein raato ko jaagah
Main sab se paraya
Bas sapno ka saaye
Mujh se baate karta
Na milta julta mein, main nahi woh bandha
Main tanha khayalo mein khoya ek lamha
Toofan sa
Tere makaan ke aur badta

Mere muh na lago
Khud ka karo
Dubo maro saalo
Khud se lado
Sab ko sabse kaato mitti malo
Nafrat sab mein baanto, ziddi bano
Iraade ye naazuk
Inki baato mein taajub
Yi dikhte par na khush
Bikte saare taluk

BREAKDOWN:
Gunna hai ye
Haraam hai
Ban this we need to ban this
This is bad, so bad
Why do the people love rap music so much?
The nation what's to know tonight

HOOK
Maana mein, galat hai galat
Galat hai galat
Galat hai ye
Aag hai narak hai ye
Yahan pe sholey baraste re
Ye saare kyun saste se, kuch kaam na karte ye

Kyazi che kathan kun homut, kyazi che kathan manz romut

Galat galat galat galat kaafi galat hai ye
Aag hai narak hai ye
Yahan pe sholey baraste re
Ye saare kyun saste se? bas bhak bhak hi karte ye

Kyazi che kathan kun homut, kyazi che kathan manz romut

Ahmer

Ahmer is a prolific rapper and producer from Srinagar, Kashmir. Since a young age, Ahmer has been acutely aware of the violence that plagues that valley, and his lyrics reflect a self-critical and self-aware artist that is trying to make sense of one of the most complex issues of our time. By diving deep into his and his family’s history in the valley, Ahmer manages to introduce to people to the complexities of the Kashmiri people and provides a more holistic view of their society.