Released: July 5, 2019

Songwriter: Ahmer

Producer: Sez On The Beat

Verse 1:
Haan toh tha mein terah saal ka
Zindagi kamaal na
Main zakhmi insaan sa
Jhoot ka shikaar
Deta koi na jawab tha toh likhta qalaam
Main toh school se hi shaant tha
Class mein na khaas
Mota ladka udaas sa, rehta pareshaan
Pit pit ke ghirah
Par na maani kabhi haar
Chota hoke bhi bhida
Juka na jaise minar
Hip hop se bana mein hip hop meri jaan

Welcome
Bha Kasheer, azad miyen soch
Haan miyon ghumgeen, topath bekhouf
Azaab bha chon zabaan yi touf
Sazai maut balaai yi soch
Raato ki mehnat ne banaya mujhe
Woh bole tu na karsake gha karke dikhaya inne
Main likhta hun mere jaise diwano ke liye
Ye gaane hai shiksha in begaano ke liye

Hook:
Chota ladka, bade sapne, (little kid)
Chota ladka, bade, sapne, (dream big)
Chota ladka bade sapne, (little kid)
Kaisa darna, dikhade pure karke (dream big)

Chota ladka, bade sapne, (little kid)
Chota ladka, bade, sapne, (dream big)
Chota ladka bade sapne, (little kid)
Kaisa darna, dikhade pure karke (dream big)

Break:
Karma is a bitch you know
Yiman aas paai bha karna kihin but

Verse 2:
Solah saal ka
Aaya Kashmir se Delli
Kamiyaabi ki chahat sab lagta tha filmy
Nahi pata thi ki iss struggle mein hai filth bhi
Main tha kaid apne aap mein lagta tha ye sab easy


Magar bha give up na karaan
Yiman na yeti tagaan chu timai bhak bhak karaan
Takleef yiman yelli khawb chu zewaan
Meh jawab diun Khudayas, imaam ha insaan
Meri shanakht kya?
Meri zindagi zinda laash kya?
Main mar chuka toh insaaf ki talaash kya?
Sab gunna hai, awaaz meri haraam kya?
Sunta na beimaan ka, satya se mera waasta
Khud se banaya raasta, dariya joh tha ye aag ka
Phir bhi nange paao chala karne paar
Kinara mera dur par sahara mera pyaar
Main rooh uss bekasoor ki joh hua shaheed
Woh sapna joh tume laga hoga pura nahi
Woh apna joh tumne khoya kahi
Main rab ka mera judge wohi
Sasti na meri chavi
Alag mein faqat mein, sacha kavi
Shabt ye sakht tumse hoga nahi
Kyun ki Ahmer Javed jaisa koi nahi

Hook:
Chota ladka, bade sapne, (little kid)
Chota ladka, bade, sapne, (dream big)
Chota ladka bade sapne, (little kid)
Kaisa darna, dikhade pure karke (dream big)

OUTRO:
Me chhi paai che chuk yi bozaan
Che daeptanai kah ti keh
Che hekakh keh ti haasil karith
Chahe su kehti aasi
Che chuk na lakut keh
Chein khawb che badi
Che chuk bodh
Che heki na kah ti rukaiyith

Ahmer

Ahmer is a prolific rapper and producer from Srinagar, Kashmir. Since a young age, Ahmer has been acutely aware of the violence that plagues that valley, and his lyrics reflect a self-critical and self-aware artist that is trying to make sense of one of the most complex issues of our time. By diving deep into his and his family’s history in the valley, Ahmer manages to introduce to people to the complexities of the Kashmiri people and provides a more holistic view of their society.