Released: July 4, 2020

Producer: Kreon

VERSE:

Baitha badalo pe leke mein sawari
Likhta main sitaaro ki zubaani
Main uppar kaafi
Ye akhiri manzil
It's strict business
Tab bhi badla na bada dil
I’m sick with it
Maane kaghazo pe qaatil
Nah kiya sweat kabbi
Blessed like I'm rakim, huh
Na fuddu hype
Naahi ye paiso ke khaatir
And jhuthi vibe
Na karna issme tu shaamil

HOOK:

Hum hai hi ajeeb, behtar hum aise hi
Kayi aaye kayi jaaye tere jaise hi
Sab se pehle izzat, phir baaki sab
Phir apne dost, joh na badle rang

Aur joh ye faadne ki baat kare
Chatne ki line mein khada hote ye haath dhare
Baat hai dikhawe ki, koi na tere saath chale
Ye vaade bhoole joh paisa dekhe toh aankhe male
Woah
Nau se paanch nahi poora dil raat main na karta yes boss, beta main na Shahrukh Khan
Goliya na maare mujhe kevlar bazi aaya Laker, tera waqt khatam, Lebron
Dekhu main araam se, jaan lagi dhaav pe, chehre naqaab se
Toh bola main Kreon se, beat ye halal hai, tikke kabab beh!
Fuck this shit up
Cuz imma go harder so just turn this bitch up
Awaam meri paagal and we never gon' give a fuck
Ye saare click bait, yahan chalti na kismat
Brother, hum sab se alag
Tu sunn mat, samajh
Machaye joh basand, phir pehna main kawach
Tu chahta kya jung?
Azadi records ab bhi sab se uppar bhai, toh good luck

HOOK:

Hum hai hi ajeeb, behtar hum aise hi
Kayi aaye kayi jaaye tere jaise hi
Sab se pehle izzat, phir baaki sab
Phir apne dost, joh na badle rang

Aur joh faadne ki baat kare
Khada hote ye haath dhare
Koi na tere saath chale
Paisa dekhe toh aankhe male

Aage mere nahi aana tu, nahi aana tu nahi nahi aana tu
Saath main hai wohi wala crew, same shit you know what we do
Aage mere nahi aana tu, nahi aana tu nahi nahi aana tu
Saath main hai wohi wala crew, same shit you know what we do

Ahmer

Ahmer is a prolific rapper and producer from Srinagar, Kashmir. Since a young age, Ahmer has been acutely aware of the violence that plagues that valley, and his lyrics reflect a self-critical and self-aware artist that is trying to make sense of one of the most complex issues of our time. By diving deep into his and his family’s history in the valley, Ahmer manages to introduce to people to the complexities of the Kashmiri people and provides a more holistic view of their society.